How to use Color codes on Facebook In Hindi

Sabse pehly to aap Sab ka Hamare Website par Swagat hai. Aaj Main Aap Logo ko Facebook par Color Text Kaise Likhte Hai uske baare me Batlane Jaa Raha hu.

Aapne Kai baar Dekha Hoga facebook par color me likhe hue Post ya comment aur aapka bhi man karta hoga color me likhne ka But aapko Jaankari na hone ki wajah se ki kaise likhte hai color me facebook par...isliye aap nhi likh paate but ab presaan hone ki jarurat nhi mere iss post ko parkar aap facebook par color me likhna jaan jaaeyenge. Ye koi muskill work nhi hai facebook par color me likhna ...bus aap hamare bataye huee step ko follow kare ...aur color me facebook par likhna sikh jaae.

Bina Time Waste kiye Shuru karte hai ki Facebook me hum colorful Post Kaise Likh Sakte hai.



Note: Ye Sirf Facebook ke App par kaam karte hai. Kisi aur browser pe nhi karte.

How to use color Codes on Facebook Hindi me

Sabse pehley wo code jis color me aap post Likhna chahte ho usko post likhne se pehley likh do.

Example: <+fg=b0ffb00> your post.........





Codes + ko remove kar ke likhe. + ko use mat karna.
Post me Background Color dene ke liye Code ke first me Jo f hai uski jagah b Likh de.





To is Article  me apne Padha ki Kaise hum Facebook par colourful post likh sakte hai. Aise hi interested Tech article padhne ke liye Daily visit kare aur Subscribe Zaroor Kare.
Apko ye Article kaisa laga comment me hame bataye.

Post a Comment

0 Comments