Introduction and Histrory Of C Language In Hindi


Introduction and History Of C Language


C Ek Programming Language Hai, jo U.S.A. Ki Bell Lab me 1972 ko Develop ki gyi thi. Isko Dennis M. Ritchie ne Design kiya tha.C language Bahut hi Popular hai kyuki ye simple hai, isko easily use kiya ja sakta hai. C language me total 91 Character hote hai.C ko System Programming language bhi kaha jata hai. Isko asal me Unix Operating System ko create karne ke liye Develop kiya gya tha. C Program ko Write/Read(output) karne ke liye ek Editor/Software use kiya jata hai. Window Operating System insulted Computer ke liye Turbo C or Borland C ko use kiya ja sakta hai jo ki Best Software hai.

Agar aap abhi programming me beginner hai to aapko sabse phale C language hi sikhne chahiye kuki isme bahut se simple simple programs hote hai and agar aap as a future me programming me he aage jana chahte hai to aapko pura din programming ko nhi to kam se kam 3 se 4 hours dene chahiye, different- different program ko run karwa kar dekhna chaiye

Features of C Programming Language in Hindi ?



  1. Simple
  2. Machine Independent or Portable
  3. Mid-level programming language
  4. structured programming language
  5. Rich Library    
  6. Memory Management
  7. Fast Speed
  8. Pointers
  9. Recursion
  10. Extensible
  11. case sensitive language
  12. Portability
  13. Powerful
  14. Platform dependent
  15. Structure oriented

Post a Comment

0 Comments