How to Clear Cookies in Chrome Browser in Hindi

Aaj ke is article me hum jaane gy ki chrome browser me cookies + cache kaise clear or remove (Delete) karte hai.

chaliye sabh se pehley ye jaan laite hai ki,

cookie kya hoti hai ?


cookies ek text file hoti hai. Matlab Ek (one) file nahi ek se jyada (Multiple) text files hoti hai. Aur Maje ki baat Dekhiye ye Apne aap hamare Browser me save ho jati hai. Ye sabh kush chpke se (Hidden) Hota hai. Isko cookies kaise hai

Abh ye process kaise hota hai ?


Jab hum kisi site par jaate (visit) karte hai, to hamare duara kya search kiya gya ? kis-ksi pages se hote hue hum waha puhnche ? kosna keyword search kiya, ye sabh kaam jo hum apne PC ya Mobile me kar rahe hote hai wo sab text roop me save ho jaata hai. ye Jaankari hame sarver bhejta hai cookies ke roop me.

Example: Apne dekha hoga ki jab hum online shoping sites jaise Flipkart, Amazon par koi Product search karte hai to wahi product ki Ads Websites par dekhne ko milti hai. To ye sab cookies se hota hai, jo ki hamare Browser me save ho jati hai.



How to Clear Cookies in Chome Browser ?


1. Apne Pc me Chrome Browser open kare.
2. Right Side corner pe apko 3 dots dikh rahe honge, ispe click karna hai.
3. More Option pe click karna hai aur isme apko option mile ga Clear browser data ka. Ispe click karke
Apko cookies pe Tick lagana hai aur clear data kar daina hai.
Aapki Store Cookies abh Renove ho Chuki hai.

Final Word:

Apko ye article kaise kaisa laga ya apko kush problem face aa rahi hai ya koi Sujhav dena chate hai to bejhijhak Comment kare.

Thank You!

Post a Comment

0 Comments