Top 10 Health Tips for Healthy life in Hindi

Logo ki khaan-peen aur bhaagdod bhari Zindgi karan yeh apni body ko sahi protien, vitemin aur Mineralse nahi de paate hai. Jivan siamit aur niyamnosar chale Tabi hum swasth reh sakte hai, nahi to bimar hokar aur Nakli dwayia kha kar jyada bimar padh sakte hai.

Niche Diye kush niyam apko Bimariyo se door rakh Sakte hai.



ACCHI Sehat kaisy banay


1. Khane ke sath paani mat piya. Aadhe hour baad paani piye. Khane ke sath paani pine se pachak ras kaam nahi karte.
2. Mutra Tyag ke pashchhat paani pine se body ki koshikao me paani ki Kami nahi hoti.
3. Mirch masala, Red Mirch, Achhar, jyada Namak, chini, jyada Ghi, Meda ke jyada pryog se bache.
4. Koshish kare ki Mausami Fal aur Sabjiya jyada khaye. Inse Body ko vitamins aur Khanizz milte hai.
5. Week me ek baar upwas jaroor rakhe.
6. Gussey aur shok me khana mat khane. Jaldi-Jaldi bhozan mat khaye.
7. Subah lagbhag 4 K.M. Ser jaroor kare. Prat-Kalin Chai chodne ka pryas kare.
8. Sabjiyo ke Shilko sehat dhokar banay. Fal aur Daalei bhi Shilko sehat khane ka pryatan kare. Issay apke poshak tatav me Vridhi hoti hai.
9. Khane me 4 hour ka faasla rakhe. 4 hour baad pet khali ho jata hai.
10. Hari sabjiya aur slad jyada le. Bhozan chaba kar khaye.

Aapko ye jaankari kaisi lagi hamme comment me jaroor bataye. Aur isko aapne chahne walo ko share karna na bhoole.
Please Visit Daily for more Tips.

Post a Comment

0 Comments