Steps For Program Development In Hindi

Jab koi Programming Field me aata hai to wo Chahta hi ki uska First Program jo wo banaye to to easily run ho jaye taki aage chal ke wo jab bade pade project par kaam karega to wo easily use test kar sake.

To wo kush Pont ko follow karta hai. Har Programmer Program ko Develop karne ke liye in 4 step ko follow karta hai, Jo ki is parkar hai.

1. Problem Analysis
2. Coding
3. Debugging
4. Testing


Related Articles:






1. Problem Analysis: Problem Analysis means Jo Program hum create kar rahe
hai unki kya-kya Zaroorate hai aur Program me aane wali Problem ko Solve karne ka sahi Logic kya hai. Iske liye Pseudocode or Algorithms ka istemaal kiya jata hai, jisko baad me Flow-Chart me badal diya jata hai. Iske baare me hum aagay padhege.


2. Coding: Desirable Logic create karne ke baad next step Coding ka hota hai. Coding means program ko Editor/ software me write karna. Coding ke liye Kisi ek language ko choose kar liya jata hai jese C Language, C++, Python etc.
3. Debugging: Program me errors ki wajah se Output nahi aa pati. Debugging ka
matlab hai Errors ko remove karna. Program ko Run karne se pehlay Compile karke Errors ko dekha jata hai. Turbo C, kis line me kiya problem hai assani se dikhata hai. Usko hum easily remove kar sakte hai. Shortcut key
Ctrl+F5

4. Testing: Program ko Execute/Run karna means Output check karna hi
Testing hai. Output check karne ke liye Turbo C me Run par click Kiya jata hai. Shortcut Key Ctrl+F9


Aapko Ye Article kaisa laga comment Karke Jaroor Bataye aur isko apne Friend Circle me Share bhi jaroor kare.

Post a Comment

1 Comments